Mohabbat hum bhi karte hain, Mohabbat wo
bhi karti hain.
Ye lab khamosh rehte hain,
nigaahen baat karti hain.
Baraskar hum to na bheege abke barsaat me
lekin,
par tere pyaar me bheega ki ab tak sookh
na paaya.
Neegahon Ki Hasi Ye Shokhiyan Azad kehti
hai,
magar ye hum hai ki hume tera gulaam
banna hai.
Simat kar tumme mila jau,
Fizayen aaj kehti hai.
Ye Dhadkan Ek ho jaaye, Nigaahen aaj
kehti hai.
No comments:
Post a Comment