Tuesday, July 8, 2014

Shayari

Mohabbat hum bhi karte hain, Mohabbat wo bhi karti hain.
Ye lab khamosh rehte hain,
nigaahen baat karti hain.
Baraskar hum to na bheege abke barsaat me lekin,
par tere pyaar me bheega ki ab tak sookh na paaya.
Neegahon Ki Hasi Ye Shokhiyan Azad kehti hai,
magar ye hum hai ki hume tera gulaam banna hai.
Simat kar tumme mila jau,
Fizayen aaj kehti hai.

Ye Dhadkan Ek ho jaaye, Nigaahen aaj kehti hai.