Sapno ki ek duniya hai,
neend ki raah me raahi hum,
roz hi chalte, roz bhatakte,
bas raah me reh jaate hain.
jis roz mila wo raahi ek,
bhatkna maine chod diya,
hath pakadkar usne,
ek khwaab se mujhko jod diya,
usne ishq ka bhawar banaya,
mujhe fasa ke chod diya,
raahi, sapna, beeti yaade,
neendo me meri aati ab.
na neend khule, na khwaab jale,
wo sath nahi, ek khwaab toh zinda hai.......
-Shivansh Prakash Srivastava
neend ki raah me raahi hum,
roz hi chalte, roz bhatakte,
bas raah me reh jaate hain.
jis roz mila wo raahi ek,
bhatkna maine chod diya,
hath pakadkar usne,
ek khwaab se mujhko jod diya,
usne ishq ka bhawar banaya,
mujhe fasa ke chod diya,
raahi, sapna, beeti yaade,
neendo me meri aati ab.
na neend khule, na khwaab jale,
wo sath nahi, ek khwaab toh zinda hai.......
-Shivansh Prakash Srivastava
